Monday, July 25, 2011

Mama

Aaap kaisay kamzoar hoe saktee hain
Aap kay saharay hee toe hum chaltay phirtay hanstay boltay khatay peetay suntay sunatay gaatay bajatay
Soe jatay hain,
Aap hee kay dmm say toe hamaree shaam subha din aur raaat roshan ujlay amrat saghar seemab shafaq lala o gull rehtay hain,
Mama!
Kaisay aaap ki aankhoan bina koi qadam uth sakta hai?
Kaisay aaap kay hathoan bina koi sanam bann sakta hai?
Kaisay aaap kay kaandhaon bina koi bhee kuuch kar sakta hai
Na laddoe buniya
Na uski duniya
Na faooq kaeem
Na uski dulhan
Na jay kinnay ka hai
Na motee bibi
Na unkay makkhray
Na yay aur inkay
saray rastay!
Na sahubb apkay
Kaisay bina aaap kay Mama
Allah nay yay wadeeyat aap hee ko kiya hai!
Sirf aap koe!!
Merii Mama ko!!
Sent from a Gerry's BlackBerry®

No comments: